Aaghaat

Daasta lakho hoti hai ,
Usse bayan karne ka hosla bhi hona chahiye ;
Dard hote hain anek ;
Unse ubarne ki himmat bhi honi chahiye ;
Aaghat phucta hain jab aapne hei bewafai kar baithe hain;
Kahana chahate hain ;
Unse larna chahte hain;
Par naa jane q khamosh ho jate hain;
Dilo mein karwahat tho hoti hai;
Par aapne samaj ke bhul bhi jate hain;
Beete hain din, bette hai saal,
Galtiya dubra hoti hai;
Sailab dobara uthta hai;
Tut jaate hain tokdon mein;
Paar nah jane hum maan bhi jaate hain..
-------------------------------------------------------------------------------------------
This poem won in Instagram Weekly Contest held by @delhipoetryslam on the theme 'Trauma' 
 

2 comments

  • Beautifully phrased

    Saumoneel
  • Well written

    Riya

Leave a comment

Please note, comments must be approved before they are published